Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSangam (1964)
HomeSangam (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere mann ki ganga aur tere mann ki jamuna ka bol raadha bol sangam hoga ke nahin mere mann ki ganga aur tere mann ki jamuna ka bol raadha bol sangam hoga ke nahin are bol raadha bol sangam hoga ke nahin kitni sadiyaan beet gayin hain haaye tujhe samjhaane mein mere jaisa dheeraj waala hai koi aur zamaane mein dil ka badhta bojh kabhi kam hoga ke nahin bol raadha bol sangam hoga ke nahin mere mann ki ganga aur tere mann ki jamuna ka bol raadha bol sangam hoga ke nahin are bol raadha bol sangam hoga ke nahin do nadiyon ka mel agar itna paawan kehlaata hai kyun naa jahaan do dil milte hain swarg wahaan bas jaata hai har mausam hai pyaar ka mausam hoga ke nahin bol raadha bol sangam hoga ke nahin mere mann ki ganga aur tere mann ki jamuna ka bol raadha bol sangam hoga ke nahin are bol raadha bol sangam hoga ke nahin teri khaatir main tadpaa jyun tarse dharti saawan ko raadha raadha ek ratan hain saan ki aavan jaavan ko pathar pighale dil tera nam hoga ke nahin bol
dost dost naa raha pyaar pyaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha dost dost naa raha pyaar pyaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha amaanaten main pyaar ki gaya tha jisko saunp kar wo mere dost tum hi the tum hi to the jo zindagi ki raah mein bane the mere humsafar wo mere dost tum hi the tum hi to the saare bhed khul gaye raazdaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha gale lagi seham seham bhare gale se boltin wo tum naa thi to kaun tha tumhin to thi safar ke waqt mein falak pe motiyon ko tolti wo tum naa thi to kaun tha tumhin to thi nashe ki raat dhal gayi ab khumaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha wafaa ka le ke naam jo dhadak rahe the har ghadi wo mere nek nek din tumhin to ho jo muskuraa ke reh gaye zehar ki jab suyi gadi wo mere nek nek din tumhin to ho ab kisi ka mere din intezaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha dost dost
har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana aap hamaare dil ko churaa kar aankh churaaye jaate hain ye ek tarfa rasme wafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain chaahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maaloom nahin ooooo jis mehfil mein shamma ho parwaana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana bhooli bisri yaadein mere hanste gaate bachpan ki raat biraat chali aati hain neend churaane nainan ki ab keh doongi karte karte kitne saawan beet gaye ooooo jaane kab in aankhon ka sharmana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana apni apni sabne keh li lekin hum chup chaap rahe dard paraaya jisko pyaara wo kya apni baat kahe khaamoshi ka ye afsaana
ich liebe dich i love you jvous taime i love you ya lub luba i love you ishq hai ishq i love you ich liebe dich i love you jvous taime i love you ya lub luba i love you ishq hai ishq i love you come shake my hand and love each other lets drink happyness in this world togethar this is the only through remember my brother this is the only through remember my brother ich liebe dich i love you jvous taime i love you ya lub luba i love you ishq hai ishq i love you
main kaa karun raam mujhe budha mil gaya main kaa karun raam mujhe budha mil gaya hoye hoye budha mil gaya ho budha mil gaya haaye main kaa karun raam mujhe budha mil gaya main kaa karun raam mujhe budha mil gaya sab jo gaye baag mera budha bhi chala gaya sab jo gaye baag mera budha bhi chala gaya sab to laaye phool budha gobhi le ke aa gaya sab to laaye phool budha gobhi le ke aa gaya main ho gayi badnaam mujhe budha mil gaya haaye kaa karun raam mujhe budha mil gaya hoye hoye budha mil gaya ho budha mil gaya haaye main kaa karun raam mujhe budha mil gaya main gudiyaa haseen meri morni si chaal hai main gudiyaa haseen meri morni si chaal hai sar mein safed sar mein safed uske dada ji sa baal hai sar mein safed uske dada ji sa baal hai kya hoga anjaam mujhe budha mil gaya haaye kaa karun raam mujhe budha mil gaya hoye hoye budha mil gaya haaye budha mil gaya main kaa karun raam mujhe budha mil gaya pariyon ke des mujhe budha le ke aa gaya pariyon ke des mujhe budha
o mehboobaa o mehboobaa tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood wo kaun si mehfil hai jahaan tu nahin maujood wo kaun si mehfil hai jahaan tu nahin maujood o mehboobaa o mehboobaa tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood kis baat pe naaraaz ho kis baat ka hai ghum kis soch mein doobi ho tum ho jaayegaa sangam kis baat pe naaraaz ho kis baat ka hai ghum kis soch mein doobi ho tum ho jaayegaa sangam o mehboobaa o mehboobaa tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood guzroon main idhar se kabhi guzroon main udhar se miltaa hai har ik raastaa jaa kar tere ghar se guzroon main idhar se kabhi guzroon main udhar se miltaa hai har ik raastaa jaa kar tere ghar se o mehboobaa o mehboobaa tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood baahon ke tujhe haar main pehnaaungaa ik din sab
aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa o mere sanam o mere sanam do jism magar ik jaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam do jism magar ik jaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam tann saunp diya mann saunp diya kuchh aur to mere pass nahin jo tum se hai mere humdum bhagwaan se bhi wo aas nahin bhagwaan se bhi wo aas nahin jiss din se huye ek duje ke iss duniyaa se anjaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam sunte hain pyaar ki duniyaa mein do dil mushkil se samaate hain kya gair wahaan apnon tak ke saaye bhi naa aane paate hain saaye bhi naa aane paate hain humne aakhir kya dekh liya kya baat hai kyun hairaan hain hum ek dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam mere apne apna ye milan sangam hai ye ganga jamuna kaa jo sach hai saamne aaya hai jo beet gaya ik sapna tha jo beet gaya ik sapna tha ye dharti hai toofanon ki kuchh aur nahin
meharbaan likhoon haseena likhoon yaa dilrubaa likhoon hairaan hoon ke aap ko iss khat mein kya likhoon ye mera prem patra padh kar ke tum naaraz na hona ke tum meri zindagi ho ke tum meri bandagi ho ye mera prem patra padh kar ke tum naaraz na hona ke tum meri zindagi ho ke tum meri bandagi ho tujhe main chaand kehta tha magar uss mein bhi daag hai tujhe main chaand kehta tha magar uss mein bhi daag hai tujhe sooraj main kehta tha magar uss mein bhi aag hai tujhe itna hi kehta hoon ke mujhko tumse pyaar hai tumse pyaar hai tumse pyaar hai ye mera prem patra padh kar ke tum naaraz na hona ke tum meri zindagi ho ke tum meri bandagi ho tujhe ganga main samjhunga tujhe jamuna main samjhunga tujhe ganga main samjhunga tujhe jamuna main samjhunga tu dil ke paas hai itni tujhe apna main samjhunga agar mar jaaun ruh bhatkegi tere intezaar mein intezaar mein intezaar mein ye mera prem patra padh kar ke tum naaraz na hona ke tum meri zindagi ho ke tum meri bandagi ho ye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bol Radha Bol Sangam (1964) 04:37 20232
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vyjayanthimala
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:37   Song Number : 20232   

Dost Dost Naa Raha Sangam (1964) 05:47 20403
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:47   Song Number : 20403   

Har Dil Jo Pyaar Karega Sangam (1964) 04:48 14133
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 04:48   Song Number : 14133   

I Love You Sangam (1964) 03:09 36792
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Vivian Lobo
On Screen Actors- 
Vyjayantimala, Raj Kapoor
Duration : 03:09   Song Number : 36792   

Main Kaa Karun Sangam (1964) 03:53 12017
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Raj Kapoor
Duration : 03:53   Song Number : 12017   

O Mehbooba Sangam (1964) 05:38 21052
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 05:38   Song Number : 21052   

O Mere Sanam Sangam (1964) 04:55 11903
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:55   Song Number : 11903   

Ye Mera Prem Patra Sangam (1964) 05:08 21477
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:08   Song Number : 21477